LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

galtiyaan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Piche ja shawty, Paas Mere aana nahi
Chaiye sirf tera pyaar, koi bahana nahi
Mujhe koi maana nahi, tab maani tu
And now it's fuck you too!

Mujhe na dhekh, Dhekh ja ke usko
Itni na fek, ghar bulale usko
Dhekh lu aakhon se, dhekh lunga aane de
Aur fir inhi hathon se

Ho na jaye galtiyaan
Kismat meri badli haan
Laga time pata chala feelings farzi
Mai tha tere liye ab khud ke liye

Ho na jaye galtiyaan
Kismat meri badli uh
Laga time pata chala feelings farzi uh
Mai tha tere liye ab khud ke liye
Ab karun man marziyaan

Itni ki na maine galtiyaan
Jitno ki Mujhe mili saza
Jo badalna tha badal diya
Ab kya karu ye bata?
Ek aur bottle down
Do aur bottle down
Karz chukana hai tera
Kaise mai chukaun?
Mai tadap raha hu
Dard seh raha hu
Darta hu, khudse khudko kaise bachaun?

Chamakte sitaare Mujhe bula rahe
Asmaan se uppar chaand ke bhi paar ay
Zameen se juda hai, khudme fasaan Mai
Mere baare kare baatein
Kyuki Mai flawless yeah

Mujhe na dhekh, Dhekh ja ke usko
Itni na fek, ghar bulale usko
Dhekh lu aakhon se, dhekh lunga aane de
Aur fir inhi hathon se

Ho na jaye galtiyaan
Kismat meri badli haan
Laga time pata chala feelings farzi
Mai tha tere liye ab khud ke liye

Ho na jaye galtiyaan
Kismat meri badli uh
Laga time pata chala feelings farzi uh
Mai tha tere liye ab khud ke liye
Ab karun man marziyaan

Girl batade kya chahe? Jab bhi dikhe apni nazare jhukale
Sar bhaari after party anjaani raah Mujhe kheeche kyu jaa rhi?

WRITERS

Shashank Mishra

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other