Itne khafa aakhir kyun hain
Aisay gham main kaisay phass gaye
Socha tha maine iss baat pe ke jab se
Hum miley tau laga jaisay ke
Aankhon main khwab dikhney hain lagay
Na janay kab kaisay yahan agaye
Humari manzil hai sitaron main
Badalon main bikhar jayenge hum
Socha tha maine iss baat pe ke jab se
Hum miley tau laga jaisay ke
Aankhon main khwab dikhney hain lagay
Na janay kab kaisay yahan agaye
Humari manzil hai sitaron main
Badalon main bikhar jayenge hum