Kaisay tumne yeh ehsaan kiya kyun
Guzray pal ko chhor de majboori thi meri
Chahat thi koi ghalti thi meri yeh
Ghaltiyon se bhari hai zindagi hai koi shaq nahin
Tere mayaar ki na ho payi insaniyat meri
Jo bhi hua mujh ko yaqeen
Hai ke manzil meri chhupi
Inhi andheron se tau roshni hai
Jab bhi khafaa ho phir yeh mann
Hain hum jo bhi tum jaisay nahin
Jitna chahoon pi loon tum jaisay nahin hum
Jitna chahoon pi loon tum jaisay nahin hum
Jitna chahoon pi loon tum jaisay nahin hum
Jitna chahoon pi loon tum jaisay nahin hum
Aisay tumne yeh waaday kiye kyun
Mann main bas gaye hum bebass thay kab se mile bhi nahin
Aur iss umeed ko mainay chhor diya hai
Ghaltiyon se bhari hai zindagi hai koi shaq nahin
Jitna pi loon main waisay hi hoon main
Tum jaisay nahin hain hum
Main jitna main jitna chahoon
Jo bhi hua mujh ko yaqeen
Hai ke manzil meri chhupi
Inhi andheron se tau roshni hai
Hamaray hamaray samajhtay hi nahin
Hamaray hamaray samajhtay hi nahin