LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Intezaar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaise mein bataun tujko
Bhool mein na paun tumko
Beete na yeh raatein meri
Tere inteezar mein

Kitna bhi manao khud ko
Bhool mein na paun tum ko
Chahat te adoori meri
Tere Inteezar mein

Bheete lamho ke yaade
Bhool toh hum bhe jaate
Thi jo adoori baatein
Yaad hai vo barsaatein
Manga tujhe hai khuda sai
Raaste phe mil jaate
Poori adoori kahani ve

Mohabbat hai tu he meri
Tera intezaar hai
Raatein katte na meri
Tere intezaar mein
Kasam hai ye meri tumse
Tumse he toh pyaar hai
Raatein katte na meri
Tere intezaar mein

Teri aankhen
Karti hai joh ye baatein
Isko hum bhool na paatein
Aise kyun hum ko sata tein

Na aake, mujhe ko yun kyun tarsate
Usko hum bhool na patein
Raaton mein humko jaga tein


Bheete lamho ke yaade
Bhool toh hum bhe jaate
Thi jo adoori baatein
Yaad hai vo barsaatein
Manga tujhe hai khuda sai
Raaste phe mil jaate
Poori adoori kahani ve


Mohabbat hai tu he meri
Tera intezaar hai
Raatein katte na meri
Tere intezaar mein
Kasam hai ye meri tumse
Tumse he toh pyaar hai
Raatein katte na meri
Tere intezaar mein

PUBLISHERS

Lyrics © TUNECORE INC, TuneCore Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other