Pheeka pheeka sa lagey har pal
Lag raha hai na kahin yeh mann
Raat beete aankhe na ho band
Saayo se jo ladh raha mein jung
Khokla lagey tan chhayi hai tanhai
Hongi khatam jaane kab pareshaaniyan
Batein toh sab hi mujhko uljhaye
Mayoosi ab mujh se sahi jaye na
Khokla lage tan chayi hai tanhai
Hongi khatam jaane kab pareshaaniyan
Batein toh sab hi mujhko uljhaye
Mayoosi ab mujh se sahi jaye na