Tujhse hi to mili hai rahat
Tujhse hi to judi zindagi
Teri yaadein hai kuch adhoori
Saans adhi hai kuch hai poori
Akhoon mein hai kaisi ye nami
Zara saason mein apni basaa
Tujhe khud mein chhupa loon, Sahiba!
Teri mujh pe nazar ho, Sahiba!
Mar main jaaunga, reh na paaun
Gham judai ka seh na paaun
Aye tujhe pyaar ka vaasta
Teri yaadein hai kuchh adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Zara sapno mein apne basaa
Zara saanson mein apni basaa
Zara saanson mein apni basaa