Maane na ye toh kahin laage na ye
Khoya khoya kyun rahe sapno mein
Jaane kyun hai bechain sa
Kya hogaya main kahaan kho gaya
Na apni khabar hai na dil ka pata
Meetha sa ye jo mujhe dard hai
Kyun ye dard hai mujhko itna bata
Jaane kaisi ye mujhe aas hai
Ye dil mera yunhi lekar mujhe
Kahaan le chala hai khabar kuch nahi
Naya mod hai ye naya raasta
Magar ye safar lage kitna haseen
Ye tere dil ki bechainiya
Ye kuch bhi nahi teri haar hai