Lazim hai kay hum bi dekhenge
Wo din ke jis ka wada hai
Jo lauh-e-aazl mein likha hai
Lazim hai kay hum bi dekhenge
Jo ghayaab bhi hai haazir bhi
Jo manzar bhi hai naazir bhi
Utthega annal haq ka nara
Jo main bhi hoon aur tum bhi ho
Aur raaj karegi khalq-e-Khuda
Aur raaj karegi khalq-e-Khuda
Jo main bhi hoon aur tum bhi ho
Lazim hai kay hum bi dekhenge
Lazim hai kay hum bi dekhenge