LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Muskurahatain

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Andheron main hai chupi roshni
Tareekiyoun main dabbi chaandni
Andheron main hai chupi roshni
Tareekiyoun main dabbi chaandni
Muskrahatain teri hen kahan

Aasman pe wo jitne sitare thy
Dekhne hamein aye wo sare thy
Khush hoon main yahan meri maa
Jannatein hui hen mehrbaan
Muskurahatain teri hen kahan

Suraj ki kirnon main dekh lena mujhe tu
Phoolon se mehke gi ab meri khushboo
Teri yaad aati hai
Pariyoun se lori sun ke
Mujhe fakhar hai meri maa
Ye raasta chun ke

Aasman pe wo jitne sitare thy
Dekhne hamein aye wo sare thy
Khush hoon main yahan meri maa
Jannatein hui hen mehrbaan
Muskurahatain teri hen kahan

WRITERS

Zeeshan Haider

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None