Kahin door hai Tera Shehar
Ye raaste hen taire maire
Panchiyoun ke hen baserey
Shaam dhal chuki parindey
Kahin door hai Tera Shehar
Baadlon se poocha maine tera raasta
Titliyan chali hen sath mere
Kissey main sunaon inko tere
Ruk jaane ka iraada nahi hai
Tou kyun na mil jaeyin hum
Kahin door hai Tera Shehar