Bas banana hai sangeet duja na koi maksad
Ab jo bhi hona hone do na kisi se ab matlab
Hote log uthal puthal yahan jaise koi kartab
Luck just fucked up (Man...)
Aate jaate rehte log dete daga boht
Kehna mushkil iss duniya mein aapna saga kon?
Hai mera zone Kalam aur thoda zor
Metaphor catacombs beja force jeeta war yeah
Haan meri galtiyon kosu na mein kismat se
Haan thoda aalsi utha nai jaata bistar se
Ek baar(Akbar) vichar Milne laga Birbal se
Na umeed na hai dhyaan ab Insaan Nirbal hai!
Rath aur Zeher saath gaane lage apratim
When I fuck with the beat, you fuck with this Mumble scene
Don't Say bro let (Chevrolet) it be I'm driving this like bumblebee
Why you googled? Jab mein yahan hoo (Yahoo) saare junglee!
We're Striking out aur ye saare gutter ball
Ye baatein khiche tug of war
Hum raat mein likhe more and more
Mulayam jaise Butter scotch
Kare ye launde jaise shuttle cock!
Bas banana hai sangeet duja na koi maksad
Ab jo bhi hona hone do na kisi se ab matlab
Hote log uthal puthal yahan jaise koi kartab
Luck just fucked up (Man...)
Zindagi hai bani circus yeah
Zindagi chalri hai matlab ni
Logo se kam nahi vartab nahi (Vartalabh)
Coz waste karne ko mujhpe waqt ab nahi
Scene me hai Yaraana to khoob
Par Shatranj ke khiladi sabhi
Hume Izzat sang daulat chahiye
Khudki baaton pe ye rukhsat nahi (Stand)
Chhodo inki baatein rukhsat bhai (Leave)
Shuru kiya to ab rukte nahi
Beech me aaye jaaye kaam se hum duk de bhai
Duke le nahi gar mile kabhi paisa bohot
Mere khayaalo me hota hai aksar aisa bohot
Ki aage padi paiso ki bori aur ek labrador
I choose loyalty over royalty chuna labrador
Bas banana hai sangeet duja na koi maksad
Ab jo bhi hona hone do na kisi se ab matlab
Hote log uthal puthal yahan jaise koi kartab
Luck just fucked up (Man...)