LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ya Illahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Malik ul mulk
Lasharee kalahoo
Wahdahoo laa
Ilahaa illaahoo

Yaa ilaahe
Main na jaanoo
Tu bathaade
Kyaa huwaa ye
Kyoon huwaa ye
Door mujhse
Mere yaaraa
Ho gayaa hai
Is tharah re
Sun zaraa re

Allah tu hai azmat waalaa
Allah tu hai qudrat waalaa
Jab tu hai rahmat waalaa
Sabr de de mujhe ya khudaayaa

Hoke fanaa (Hoke fanaa)
Yaar meraa (Yaar meraa)
Gham ki baarish
Tu de gayaa
Thod ke rishte (Thod ke rishte)
Tum hamse (Tu hamse)
Yaadein apni
Chod gayaa

Noor—e—khuda kar
De karam bas ek baar
Ashqon se zakhme dil
Kard de haraa
Maane na dil yaar
Mera chod gayaa
Haa
Hai iltiza tujh se
Khuda de na sazaa

Allah tu hai azmat waalaa
Allah tu hai qudrat waalaa
Jab tu hai rahmat waalaa
Sabr de de mujhe ya khudaayaa
Allah tu hai azmat waalaa
Allah tu hai qudrat waalaa
Jab tu hai rahmat waalaa
Sabr de de mujhe ya khudaayaa

Yaa ilaaheee
Main na jaanoo
Tu bathaade
Kyaa huwaa ye
Kyoon huwaa ye

Allah tu hai azmat waalaa
Allah tu hai qudrat waalaa
Jab tu hai rahmat waalaa
Sabr de de mujhe ya khudaayaa

WRITERS

NASIR IBRAHIM K

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other