LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Janay Jaana

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Maine dekha tujhkou aisey
Jaisey tujh main koi kami nae
Aadhi zindagi guzari
And you're the only one that gets me

Teri nazarein jabse bethi
Meray pairon ki zameen gaye
Love the way make me feel babe
Like karak chaaye on a cold day

Ab ye jahaan
Lagnay laga
Khilta hua
Jaisey bahaar

Ooo janay jaana
Tujhey nahien hai ab bhulana
Ooo janay jaana
Kahe jou kehta hai zamana
Ooo janay jaana
Ooo janay jaana

Toota dil aur ye jawaani
Kae dilon ki ye kahaani
Tera muqabla nahi hai
Aesi tujhse dillagi hai

Yaad teri on sarhaana
Khwaab mein milnay ka bahaana
Khud se yun muskuraana
Koi keh na de deewaana

Ab ye jahaan
Lagnay laga
Khilta hua
Jaisey bahaar

Ooo janay jaana
Tujhey nahien hai ab bhulana
Ooo janay jaana
Kahe jou kehta hai zamana
Ooo janay jaana
Ooo janay jaana

Maine dekha tujhkou aisey
Jaisey tujh main koi kami nae
Aadhi zindagi guzari
And you're the only one that gets me

WRITERS

Balach Khan, Talal Asad, Zoha Zuberi

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other