LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Judaa

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Waqt hai
Aur hai bhi naheen
Khuch lafz hain
Hum kehtay naheen
Khuch arzu hai
Ab bhi rahi in nafraton main

The world is getting harder

Something we've forsaken

'N nothing else will matter
When we can have the treasures
Tootay bantay rahay
Saray rastay ye baatein
Mushqil lagtay hain
Ab saray rishtay naatay
Har su andhera hai
Kaisey tootay na waaday
Bikhar gaye hain
Duniya kou paatay paatay

Lamhay keh rae hain
Dil ki zubaan
Andar khalipan hai
Na hou bayaan
Khud se khud kou na kar
Ab tu juda
Ab tu juda

Saansein
Ab apni nahi
Ye raahein hain
Be-manzil sabhi

We're slowly fading
Into the fire
Holding on to
Things that hold no priors
Beeghi aankhein ye
Kehti hain raaz saray
Jhooti taqdeeron
Ke sung thy khuwab saray
Har su andhera hai
Kaisey na tootay waaday
Bikhar gaye hain
Duniya kou paatay paatay

Lamhay keh rae hain
Dil ki zubaan
Andar khalipan hai
Na hou bayaan
Khud se khud kou na kar
Ab tu juda
Ab tu juda

Khud se khud kou na kar
Ab tu juda
Ab tu juda

WRITERS

Rizwan Anwar, Talal Asad, Zoha Zuberi

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other