LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Naazni

•

2025

Naazni

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jab woh dekhe mujhe
Thora sharmaye
Kudi has ke yun boli
Woh khafa hai

Yeh saza bhi
Saza na lagay re
Jo hai likha tere baaray
Sab gawaah hain

Tu na jaanay mera dil
Pareshaan hai
Yeh saza bhi
Sada na rahay re

Hone do jo hota hai
Bus saath chootay na

Har zubaan mein
Tareefein hum

Ussi ki hee karein

Kyun ke woh
Meri naazni
Mera khwaab thi
Jaise ho woh pari

Mere paas thi
Mera raaz thi
Reh gayi
Dil mein hee

Meri naazni
Mera khwaab thi
Jaise ho woh pari

Mere paas thi
Mera raaz thi
Rehab gayi
Dil mein hee

Tujh se hain wabasta
Meri barson
Ki kai yaadein
Pyaaray pyaaray lamhay
Theen wo
Bachpanay si baatein

Tha mera bhi humdum
Aisay kesay doon
Bhula mein
Hain shuru uss se
Aur hain khatam
Uss hee pe aa ke

Honay detay hain
Phir jo bhi
Saath chuttay na
Bas ye Ilteja hai
Tujh se bas tu
Karay pooray waade

Kyun ke mein
Teri nazneen
Mera khuaab bhi
Tu hee tu hai piya

Tere paas hee
Tera raaz hee
Reh ke mein taan jiyaan

Teri nazneen
Mera khuaab bhi
Tu hee tu hai piya

Tere paas hee
Tera raaz hee
Reh k mein taan jiyaan

Kyun ke mein
Teri nazneen
Mera khuaab bhi
Tu hee tu hai piya

Tere paas hee
Tera raaz hee
Reh k mein taan jiyaan

Teri nazneen
Mera khuaab bhi
Tu hee tu hai piya

Tere paas hee
Tera raaz hee
Reh k mein taan jiyaan

WRITERS

Annural Khalid, Aashir Wajahat

PUBLISHERS

Lyrics © Unison Rights S.L., Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Naazni

2025

01

Naazni

Aashir Wajahat, Abdullah Siddiqui, Annural Khalid