Mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai
Mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai
Mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai
(Oh, oh, oh, oh-oh oh-oh, oh oh oh)
(Oh, oh, oh, oh-oh oh-oh, oh oh oh)
Justujo rang layi hai kuch iss tarah
Dill ki har arzu muskurane lagi
Aur zameen gungunanay lagi hai
Mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai
Khush numa dill ruba churriyan pehn kar
Har kalai chanaknay khanaknay lagi
Kaano ki baaliyaan bol uthiii hain
Geet hontho pay yun anay lagay hain
Mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai
Khuwahisho ka karar mumkin hai
Ekk nayi karawa mumkin hai (ho, oh)