Kabhi dur na mujhse tu jayio
Tujhe marte dam tk kehna hai
Tujko hai mana maine saara jahan
Tujhko dekhe bina yeh na reh payenge
Loki kamli mujhe phrse keh jayenge
Jisme meri khushi wo ha sobat teri
Rabb se mangu main ab aur kuch bhi nai...
Itna tu mujhse tu kahio ki pass mere hi tu rahio
Tujhe marte dam tk kehna hai
Tujko hai mana maine saara jahan