Agar kuch baatein tumahre lafzon pe aarhi hai
Inki ye aahat mujhe bhi sunai de rahi hai
Chodo aao baitho hum karte hai fir se shuru
Gile shikwe...saari baatein..bhool kartein hai firse shuru
Lalalaaa..la..lalalaaa...
Tumhari baat hai..ho din ya raat ye..
Bin neendon ki raatein..kuch ankahin baatein..
Meri ye khwahish..tumhare pe aake khatam hoti hai.
Humari baatein..wo raatein..nazmon mai maine likhi hain..