LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Main Tera

•

2022

Main Tera

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kia Kabhi
Tujh se keh sakoon
Hausla aur kitna karoon?

Rab se
Poochta rahoon
Tere bin main kiya Karoon?

Kasam se Teri
Aankhon main dekh kar
Baahon main tere aa kar kahoon

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Teri aankhon main jo dooboon
Teri baahon main jab jhoomoon
Sari ghariyan rokh ke sochoon is Kadar

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Kehte hain khudgharzi main
Tujhe Paa ke bhi na paoon
Sari ghariyan chalte rukhte dein sada


Anjaan se maasoom se wo din the
Raath bhar gaane hum sunthe
Neend tere sang aaye na kabhi
Haath thaamein hum jo bethe
Khaali aasman main taare ginte
Dheere se dil kehraha mujh se


Kasam se Teri
Aankhon main dekh kar
Baahon main tere aa kar kahoon

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Teri aankhon main jo dooboon
Teri baahon main jab jhoomoon
Sari ghariyan rokh ke sochoon is Kadar

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Kehte hain khudgharzi main
Tujhe Paa ke bhi na paoon
Sari ghariyan chalte rukhte dein sada


Jaane na
Bekhayali main kiya kho Gaya
Dil mera
Bhoole se na lauta dena

Abh tera
Jo Ho gaya
Zara Khayyal Mera rakh lena
Roko na
Ye silsila

Tum kabhi

Jab waqt tera dhal jaye
Aur aise na dikh paye
Kareeb aa ke boloon meri jaan


Abh bhi Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha
Main Tera hua ja raha hoon
Bas Tera hua ja raha

Main Tera, main Tera, Main Tera, main Tera, main Tera, main Tera

WRITERS

MEGHDEEP BOSE

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, MUSIC SERVICES, INC.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Main Tera

2022

01

Maahiya

Azaan Sami Khan

02

Dholna

Azaan Sami Khan

03

Main Tera

Azaan Sami Khan

04

Jaadugari

Azaan Sami Khan

05

Aashiqui

Azaan Sami Khan

06

Ik Lamha

Azaan Sami Khan

07

Meri Sajna Re

Azaan Sami Khan

08

Zama

Azaan Sami Khan

09

Tu

Azaan Sami Khan

From This Artist