Sapne mehenge, sapne mehenge,
Sir se bande thode crack,
Upar jaana sabke baski na hai,
Rebel 7 maalik apni marzi ka hai,
Chaiwala yaha beche nankhatai,
Jo bhi Bola apan Kar dikhayien,
Parcha hai clear, game poora Chor sipahi,
Banne chalien Jo kaksha mei ban na paye,
Humko karte ladke idolise,
Bharte shabd jaise dynamite,
Neck to Neck ya fir Eye to Eye,
Scene kare murder 25 to life,
Sign Kara 360, hum wapas ayien
Parakhta Banda ni kapdo se,
Jo kalam de multi Woh rukti na hai,
Likhta hu gaano m zindagi likhta ni kavita
Karta hu apni main sunta kisi ki main kabhi na
Karleta naukri aur Rap dono, milti ni duvidha
Bawe ye apna hain tareeka
Hua tha jo bhi galat saala sabkuch hi sahi tha
Zyada ni chaud bete hum chodhte ni kahi ka
Frappe pe jotta hain aur Rebel pe madira
Bawe ye apna hain tareeka,
Dikh gayi aadhi avidhya toh Mai apno se aage Nikal Gaya,
Jhaie mei hota hu Mai thas na,
Ma ch** denge beta bas kya?
Mere sheher mei faila jatiwaad tere dusre naam pe Hoti hatya,
Banda Purana Mera buzz naya,
Sunne walo k kaano mei bas Gaya,
Baatien inki gholun Jaise rasna,
Bhot hua flex tera bas na,
Bhot hua test mera luck na,
Sune ni dus baat hum likhte jazbaat
Kitaabi ye rasta aur bhaari hai basta
Iraado main swachta ye Gandhi ka chashma
Poori taaqat se hum denge poora hath,
Apne tareeke hai badmijaaz,
Industry mei mile bhot sattebaaz,
Paisa paisa deta sab hisab,
Chaie mujhe jo na mere pass,
Ni rehta bas apni he dhun mei,
Ye khwabo ki almaari band hai,
Ye laundae bas vilayati sunte
Mai Likhta hu anxiety pill pe,
Mere jaise Yaha zyaada ni milte
Karta ni beimaani music se
Bitch am married to the game
Likhta hu gaano m zindagi likhta ni kavita
Karta hu apni main sunta kisi ki main kabhi na
Karleta naukri aur Rap dono, milti ni duvidha
Bawe ye apna hain tareeka
Hua tha jo bhi galat saala sabkuch hi sahi tha
Zyada ni chaud bete hum chodhte ni kahi ka
Frappe pe jotta hain aur Rebel pe madira
Bawe ye apna hain tareeka,