LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Maybe, It's Love

•

2023

Khamoshiyaan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaisy teri ye khamoshiyan
Kaisy teri ye khamoshiyan
Samaj main aye na dil ko ye bhaye na
Khamoshiyan
Kaisy teri ye khamoshiyan
Sarey tarazu palat gaye waja teri khamoshiyan
Yeah yeah
Teri khamoshiyan

Money on trees for me i never chase it
Dont you see me chasin you well lets face it
Teray paas wakht hi nai to bas kehday
Meri tareeki saari ujaalon say bhar jaye gee
Jaam teray sadqay
Dunya khari deewar aisay bankay
Overlookin them ye saadgi ni taktey
Teray sab kuch hawaley wo kehti baby you just gotta
Hold up hold up hold your horses ana meray
Kol ab kol ab treat you like my queen bae
Like my queen bae
Moments hain serene ye
Roll some more for me baby
Itni akar pakar nai rey
Itni ulfat tume daingay
Teray hi baarey likhangay
Aur hansti hui chaley gee ye taron ki raat
Ishq kay nashay main sari karengay baat
Pata hi nahi tumara milay ga haath
These thoughts feel like one sided

Kaisy teri ye khamoshiyan
Kaisy teri ye khamoshiyan
Samaj main aye na dil ko ye bhaye na
Khamoshiyan
Kaisy teri ye khamoshiyan
Sarey tarazu palat gaye waja teri khamoshiyan
Yeah yeah
Teri khamoshiyan

Oh she wanna talk no more
She tryna move on, never ride solo
Oh no Oh no
Gettin high every night & I like the slow mos
kuch tou bolo, dil ki band khirkion ko kholo
Jo baaten puraani hui unhe choro
Tarazoo palat dete khul ke tolo
Ankhon se karen baaaten alag gang alag signs
Ghalat lagen iraday tere, shehr poora wild
Nasha jese in hathon mai aur zehr mera style
Tum karo sirf waaday aur hum kar ke nibhayen
Sher likh k bhoolte gaye
Sarkon se duur tou hum toot te gaye
Kalakaar saray yaar ek hi school mai parhay
Zimmedar rahen baahir saaray dhundte rahay
Back on the road alag shehr alag flows
zindagi ek tour thora thehr alag zor
Tere maslay hi aur
you can tell me all your flaws tou

Kaisy teri ye khamoshiyan
Kaisy teri ye khamoshiyan
Samaj main aye na dil ko ye bhaye na
Khamoshiyan
Kaisy teri ye khamoshiyan
Sarey tarazu palat gaye waja teri khamoshiyan
Yeah yeah
Teri khamoshiyan

WRITERS

Hasan Raheem, Talhah Yunus

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Maybe, It's Love

2023

01

Khamoshiyaan

Hasan Raheem

02

Wishes

Hasan Raheem, Talwiinder, Umair

03

Wife You

Hasan Raheem, Talha Anjum, Umair

04

Teray Naam

Hasan Raheem, Raftaar, Shahrukh

05

Aisa Hi Hun

Hasan Raheem

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None