LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Day 5

•

2022

Khalbali

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bari bekaraar hain raatein
Kesi ye ghata
Chale aa tu hole hole
Sunle sada

Bari bekaraar hain raatein
Kesi ye ghata
Chale aa tu hole hole
Sunle sada

February mein aag lagi hai
Aake dil ki pyaas bujha de
Khushk sehra
Chaarsoo hai
Aag se azaad kara de

Saadgi tou dhekh zara tu
Chahti bas pyaar tera mein
Ab se meri
Har dua mein
Bas tera hi naam likha hai

Khalbali jo dil mein machi hai
Bin tere mer jaoon
Dil mein aesi dard uthi hai
Rah mein teri jal jaoon

Sarsary sab shaad hai par ye
Jalta mun behlaoon
Har ghari ik aas hai dil mein
Tere liye kuch kar jaoon

Bari bekaraar hain raatein
Kesi ye ghata
Chale aa tu hole hole
Sunle sada

Bari bekaraar hain raatein
Kesi ye ghata
Chale aa tu hole hole
Sunle sada

Kyun haal koi mere dil ka jaane na
Kia zulm hai ye dum ghut ta kyun apna

Kisi kainat mein hum donon
Ik sath kahin rehte hotey
Koi jaanta na hota humko wahan

Bari bekaraar hain raatein
Kesi ye ghata
Chali aa tu hole hole
Sunle sada

Khalbali jo dil mein machi hai
Bin tere mer jaoon
Dil mein aesi dard uthi hai
Rah mein teri jal jaoon

Sarsary sab shaad hai par ye
Jalta mun behlaoon
Har ghari ik aas hai dil mein
Tere liye kuch kar jaoon

Bari bekaraar hain raatein
Kesi ye ghata
Chali aa tu hole hole
Sunle sada

Bari bekaraar hain raatein
Kesi ye ghata
Chali aa tu hole hole
Sunle sada

Chale aa tu hole hole
Sunle sada
Chale aa tu hole hole
Sunle sada

WRITERS

Muhammad Sheikh, Roshaan Sherwani

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Day 5

2022

From This Artist