LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Chaar Dinon Ka Khwaab

•

2022

Toofan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kitne dinon baad rang aaye hain
Lambi thein raatein ke din aaye hain
Phir se shehr ka junoon dekhne
Nikle gharon se yahan aaye hain

Kurbaniyan humne lakhon hain dein
In rahon nein kitni aahein sunein
Manzar tha khamoshiyon se bhara
Ab aik toofan ubharnein laga

Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh

Tham se gaye the bure khwaab mein
Kab se kharey muntazir jaag ke
Pehli kiran hai khili roshni
Aghaz hain ye naye raastey

Behti thi khushion ki nadiya yahin
Ab dekho phir se bahar aagayi
Manzar tha khamoshion se bhara
Ab aik toofan ubharnein laga

Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh

Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh
Ohhhhhh

WRITERS

Muhammad Sheikh, Roshaan Sherwani

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Chaar Dinon Ka Khwaab

2022

From This Artist