Dekha meine sau dafa jee ke
Bikhri si hai dil ki halat aise
Mein hoke zinda, zinda nahi.
Teri taraf mein hu chal pada
Lejaye mujhe ye uss jagaah
Jahaan tera hi ho aasmaan..2
Aisa nahi ke mein hu tanha
Yadon ne diya hai sath mera
In rahon ko meine hai chuna
Jo duur hui thi tu mujhse
Kitni ratein dil rota raha
Dekha meine sau dafa jee ke
Bikhri si hai dil ki halat aise
Jaan hoke jaise jaan hi nahi
Teri taraf mein hu chal pada
Lejaye mujhe ye uss jagaah
Jahaan tera hi ho aasmaan... 3