LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Baaton Baaton Mein (From "Love All")

•

2023

Baaton Baaton Mein From "Love All"

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Baaton Baaton Mein Hans Dena
Haath Kaandhe Par Rakh Dena
Honthon Pe Lafzon Ko Chhupa Ke
Aankhon Aankhon Mein Keh Dena
Besab ab Bewajah
Dil De Raha Mashvara
Maan Loon Isse Ki Maanun Main Na
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Ishq Ki Iftda
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Khwaabon Ka Silsila
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Ishq Ki Iftda
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Khwaabon Ka Silsila

Khushiyon Se Bhara Hai Jo
Pal Yeh Na Chal Pade
Reth Ki Tarah Kahin Yeh Na Phisal Pade
Lamhein Sanjo Le Kisi Tarah Se
Waqt Ke Pare Chal Uss Jagah Pe
Samay Bhi Na Pohoche Jahan Samay Pe

Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Ishq Ki Iftda
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Khwaabon Ka Silsila
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Ishq Ki Iftda
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Khwaabon Ka Silsila
Baaton Baaton Mein Hans Dena

WRITERS

Ankit Pandey, Saurabh Vaibhav

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Baaton Baaton Mein (From "Love All")

2023

01

Baaton Baaton Mein

Ankit Pandey, Jubin Nautiyal, Saurabh Vaibhav