Sa hai ye sama mein kahoon kya
Pe hun mein ab kab se yun zinda
Haan jab se dekhein teri aankhein
Tab se hun mein teri raahon ka deewana
But I do know ke yun haulay haulay
Aagay barh raha hai in dou dillon ka fasaana
Kyun dar jata hun jab hun tujh se door?
Even though I try to play it cool
Tu hi deti hai iss dil ko sakoon
Meinay socha ke ab tujh se kahoon
Saari khirkiyan mein khol doon
Tujhay baahon mein mei khainch loon
Teri khushion mein khushian sahoon
Sa hai ye sama mein kahoon kya
Teray bin rehta hun mein yu tanha
Kyun tujh ko dhoondu har jaga
Kahan hai tu ye tou bataa
Adhoori raaton mein ab roye mera dil ye
Tootay waadon se shiru hotay hain din ye
Teri bahoon mein sakoon dhoonda hai kab se
Teray bina hai sooni si zindagi ye
Har pal bas poochon mein ke
Kyun dar jata hun jab hun tujh se door?
Even though I try to play it cool
Tu hi deti hai iss dil ko sakoon
Meinay socha ke ab tujh se kahoon
Saari khirkiyan mein khol doon
Tujhay baahon mein mei khainch loon
Teri khushion mein khushian sahoon
Sa hai ye sama mein kahoon kya
Teray bin rehta hun mein yu tanha
Kyun tujh ko dhoondu har jaga
Kahan hai tu ye tou bataa