Aur Hai Dhoom Dhadakke Ki Yeh Shaam
O O Kisey Pata Tha Duniya Yun Matwalli Bhi Hogi
Music Bhi Or Dance Bhi Taan Bhi Taali Bhi Hogi
Oye Hum Dono Mil Jaayenge Pyar Mein Kabhi
Ab Tak Deewala Tha Ab Deewali Bhi Hogi
Jhidki Maari To Mil Jaaye Jo Chahega Mann
Ab To Hum Khayenge Beta Dono Chichken
Aur Hai Dhoom Dhadakke Ki Yeh Shaam
Man Hi Man Kis Duniya Mein Yeh Rehta Hai
Tinke Ka Sahara Le Kar Behta Hai
Koi Isko Samjha De To Behtar Hai
Jaane Kis Chakkar Mein Yeh Ghanchakkar Hai
Jaane Kaise Kaisa Kya Hai
Pagla Hai, Pagla Hai, Pagla Hai Yeh..
Ho.. Hosh Vosh Ki Baataan Ko
Darling Kyun Hum Na Bolein Jab
Ho.. Kabhi Jo Shopping Karni Ho Toh
Maine Dukkan Ek Sapnon Ki Khayaalon Mein Kholi
Bech Raha Hoon Dil Yeh Apna Aadhey Rate Pe
Patak Patak Phod Liya Sar Tere Gate Pe
Aur Hai Dhoom Dhadakke Yeh Shaam