LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mehfil By Nusrat Fateh Ali Khan Vol.2

•

2004

Sadgi To Hamari Zara Dekhiye

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
Aitbaar Aapke Vaade Per Kar Liya

Masti Mein Ik Haseen Ko Khuda Kah Gaye Hain Hum
Jo Kuch Bhi Keh Gaye Hein Baja Keh Gaye Hain Hum

Wah, Raftgi To Dekho Hamare Khaloos Ki
Kis Saadgi Say Tujhko Khuda Keh Gaye Hain Hum

Kiss Shoq, Kiss Tamanna, Kis Darja Sadgi Se
Hum Aap Ki Shikayat Karte Hain Aap Hi Se

Ik Tere Adaab Ki Rodaad Ho Gaye Hain Hum
Badhe Khuloos Se Barbaad Ho Gaye Hain Hum

Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
Aitbaar Aapke Vaade Per Kar Liya
Baat To Sirf Ik Raat Ki Thi Magar
Intazaar Aap Ka Umar Bhar Kar Lia

Ishq Mein Uljhane Pehle Hi Kam Na Thi
Aur Paida Naya Dard-E-Sir Kar Lia
Log Darte Hain Qaatil Ki Parchaayin Se
Humne Qaatil Ke Dil Mein Bhi Ghar Kar Liya

Zikr Ik Bewafa Aur Sitamgar Ka Tha

Shikwa Kia, Sitam Ka To Namdida Ho Gaye
Tum To Zara Si Baat Par Ranjida Ho Gaye

Tera Zulm Nahi Hai Shamil Gar Meri Barbadi Mein
Phir Yeh Aankhein Bheeg Rahi Hain Kyun Mere Afsaane Se

Meri Halat Daikh Ker Tum Kyun Pareshan Ho Gaye

Zikr Ik Bewafa Aur Sitamgar Ka Tha
Aap Ka Aisi Baaton Se Kiya Wasta
Aap To Bewafa Aur Sitamgar Nahi
Aap Ne Kis Liye Mun Udhar Kar Lia

Jab Tulu Aaftab Hota Hai, Gham Ke Sagar Uchaal Deta Hoon
Tazkara Jab Wafa Ka Hota Hai, Mein Tumhari Misaal Deta Hoo

Nahi Kyun Aankh Milayi Thi, Kyun Aag Lagai Thi
Ub Rukh Kyun Chupa Baithe Kar Ke Mujhe Deewana

Aap To Bewafa Aur Sitamgar Nahi
Aap Ne Kis Liye Mun Udhar Kar Lia

Zindagi Bhar Ke Shikwe-Gile The Bohat
Waqt Itna Kahan Tha Ke Dohratay Hum
Ek Hijki Mein Keh Dali Sub Dastaan
Humne Qisse Ko Yun Mukhtasar Kar Lia

Beqarari Milay Gi Mitega Sukoon
Chain Chin Jayega Neend Urh Jayegi
Apna Anjaam Sub Hum Ko Maloom Tha
Aapse Dil Ka Sauda Magar Kar Lia

Zindagi Ke Safar Mein Bahot Door Tak
Jab Koi Dost Aaya Na Humko Nazar
Humne Ghabra Ke Tanhaaiyon Se Saba
Ek Dushman Ko Khud Humsafar Kar Liya

Saadagi To Hamari Zara Dekhiye
Aitbaar Aapke Vaade Per Kar Liya

WRITERS

Nusrat Fateh Ali Khan

PUBLISHERS

Lyrics © Peermusic Publishing

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Mehfil By Nusrat Fateh Ali Khan Vol.2

2004

01

Aag Daman Main Lag Jayegi

Nusrat Fateh Ali Khan

02

Aaj Koi Baat Ho Gayi

Nusrat Fateh Ali Khan

03

Ae Jaaneman Ae Jaanejan

Nusrat Fateh Ali Khan

04

Dam Dam Ali Remix

Nusrat Fateh Ali Khan

05

Data Tere Naam Di

Nusrat Fateh Ali Khan

06

DayarEIshq Mein

Nusrat Fateh Ali Khan

07

Dil Mange Tera Pyar

Nusrat Fateh Ali Khan

08

Doston Ki Shikayat

Nusrat Fateh Ali Khan

09

Fasl-E-Gul Hai

Nusrat Fateh Ali Khan

10

Gham Hai Ya Khushi Hai Tun

Nusrat Fateh Ali Khan

11

Hai Kahan Ka Irada

Afternight Vibes, Nusrat Fateh Ali Khan

12

Is Karam Ka Karun Shukar Kaise

Nusrat Fateh Ali Khan

13

Jhoole Jhoole Laal Dance Remix

Nusrat Fateh Ali Khan

14

Jhoole Jhoole Laal Remix

Nusrat Fateh Ali Khan

15

Main Talkhiye Hayaat Se

Nusrat Fateh Ali Khan

16

Mera Piya Ghar Aaya

Nusrat Fateh Ali Khan

17

Mere Saqi Yeh Tamasha

Nusrat Fateh Ali Khan

18

Meri Aankhon Ko Aankhon Ka

Nusrat Fateh Ali Khan

19

Meri Tauba Remix

Nusrat Fateh Ali Khan

20

Meri Tauba Meri Tauba

Nusrat Fateh Ali Khan

21

Mulaqat Ho Gayi

Nusrat Fateh Ali Khan

22

Must Nazron Se

Nusrat Fateh Ali Khan

23

Na Swal Ban Ke Mila Karo

Nusrat Fateh Ali Khan

24

Pilao Saqi

Nusrat Fateh Ali Khan

25

Saawan Ki Beeghi Raaton Mein

Nusrat Fateh Ali Khan

26

Sadgi To Hamari Zara Dekhiye

Afternight Vibes, Nusrat Fateh Ali Khan

27

Sanson Ki Mala Pe

Afternight Vibes, Nusrat Fateh Ali Khan

28

Shikwa

Nusrat Fateh Ali Khan

29

Sitaron Tum To So Jao

Nusrat Fateh Ali Khan

30

Soorat Teri

Nusrat Fateh Ali Khan

31

Sun Mere Yara

Nusrat Fateh Ali Khan

32

Teri Yaad Remix

Nusrat Fateh Ali Khan

33

Un Ke Dar Pe Puhanchne

Nusrat Fateh Ali Khan

34

Unki Gali Mein Aana Jaana

Nusrat Fateh Ali Khan

35

Woh Hata Rahe Hain Parda

Afternight Vibes, Nusrat Fateh Ali Khan

36

Wohi Khuda Hai

Nusrat Fateh Ali Khan

37

Yaad-E-Nabi Ka Gulshan (Short Version)

Nusrat Fateh Ali Khan

38

Ye Jo Halka Halka Sooror

Nusrat Fateh Ali Khan

39

Zehal-E-Maskeen

Nusrat Fateh Ali Khan

40

Yaad-E-Nabi Ka Gulshan Mehka Mehka Lagta Hai

Nusrat Fateh Ali Khan

From This Artist