Teri aankhon mein dhoondhoon mai khudko
Baahon mein bharle tu mjhko
Abhi mai tujhse ajnabi hua nahi
Khafa mai tujhse hoon abhi
Khada mai phirse iss gali
Ab Kya galat aur kya sahi
Bhaaga bhaaga mujhe dikhta ni chehra
Aage teri yaadein chubhta andhera
Bass teri baatein karta akela
Zakhmo mein hi mai bass hua tera
Tu mujhko mujh hi se mila
Tu mujhko mujh hi se mila