Kabootar-Kabootar.. Kabootar
Par Phir Phurr Na Ho Jaana
Saans Pakad Ke Ud Ud Jaana
Chu Chu Chu Chu Chundar Ghar Aa Aa Aana
Aath Ghar Pe Pehra Pada Aa...
Ruk Arey Ruk Arey Ru Ru Ru Ruk
Arey Jhuk Arey Jhuk Arey Jhu Jhu Jhu Jhuk
Chal Aa Chal Aa Chal Aa...
Bagula Ban Ban Machli Ko Chun
Panghat Per Kyun Chapki Maare
Phir Kaahe Itna Ghabraaye
Arrey Jaa Re Arrey Jaa Re
Phoonk Phoonk Kar Paaon Rakhe Hum
Chook Se Bhi Na Chit Khaana Tu
Har Moorakh Maare Hai Mantar Mantar Mantar..
Ungli Apni Karah Raha Tu..
Bade Bade Aaye Jo Baiju Banke Chale Gaye
Khade Rahe Jo Ped Wo Tan Ke Chale Gaye
Tu Bin Poocho Ka Bandar Main Mast Kalandar
Main Tum Jaiso Ka Dushman
Aaye Guruji Hum Pakad Liye
Ja Tu Tu Tutu Tutu Tutu Tu...
Satyanaash Aa..Chi...Chal Hat..Ha Hat
Bhoosa Sar Ghar Se Le Aaya
Hum Maston Ki Masti Mein Tu
Hum Maston Ki Masti Mein Tu
Hu Tu Tu Mein Kyun Takraya
Dhakad Pakad, Pakad Dhakad
Ghanghor Ghana Hai Andhera
Main Chana Akela Chala Akela
Langot Ka Bada Sacha Hoon Main
Zuban Ka Bada Pakka Hoon Main
Sach Kehta Hoon Ma Chhodunga Main
Main Ek Ek Ko Todunga Aa...
Bhole Mann Ke Tann Ke Bhaari
Bhole Mann Ke Tann Ke Bhaari