Krishna Tum Hi Sada Krishna Tum Sarvada
Har Janam Man Mera Ek Tumse Bandha Naam
Naam Amrut Hai Raspan Karte Rahe
Har Samay Krishna Ka Dhyan Karte Rahen
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Raam Narayanam Janki Vallabham
Chitt Karuna Daya Prem Mamta Bhara
Krishn Ka Naam Hi Krishna Se Hai Bara
Bhakti Se Atma Kalyaan Karte Rahen
Har Samay Krishna Ka Dhyan Karte Rahen
Krishn Har Geet Main Krishna Sangeet Main
Krishn Har Saans Main Krishna Har Preet Main
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Raam Narayanam Janki Vallabham
Karm Hi Dharm Hai Dharam Hi Karm Hai
Krishna Ka Ghyan Hi Mokhs Ka Marm Hai
Raah Keewan Ki Assan Karte Rahen
Har Samay Krishna Ka Dhyan Karte Rahe
Krishn Hi Chhand Hai Krishna Anuband Hai
Har Yug Main Sada Sachidanand Hai
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Raam Narayanam Janki Vallabham