Jai Ram Raam Jai Raam Raam Jai Raam Raam,
Raam Naam Sa Koi Nahi Is Nam Ki Mahima Kya Jaye
Jis Ke Man Main Raam Nahi Wo Raam Ki Mahima Kya Jane
Kan Kan Main Hain Raam Base Ye Sari Duniya Kya Jabe
Jis Ke Man Main Raam Nahi Wo Raam Ki Mahima Kya Jane
Raam Ke Naam Ka Sumiran Kar Man Bhakti Se Bhar Jayega
Raam Ke Naam Se Paththar Taire Phir Tub Hi Tar Jayega
Jis Chintan Main Raam Nahi Wo Raam Ki Garima Kya Jane
Jis Ke Man Main Raam Nahi
Shabri Jhute Ber Khilye Meetha Phal Ban Jata Hai
Raam Charan Main Aake Jal Bhi Ganga Jal Kehlata Hai
Naam Na Duja Shristhi Main Koi Raam Se Uncha Kya Jane
Jis Ke Man Main Raam Nahi