Teri Drishti Main Sari Shristhi Ki Chetana
Purna Ho Jaye Meri Sadhna
Bhav Arpan Hain Tan Samarpan Ki Kaamna
Janam Mrityu Ke Bandhan Torna
Tere Bhasm Se Shringar Ho
Jo Satya Hai Wo Shivam Sundaram
Shivoham Shivoham Shivoham
Man Se Budhdhi Se Chitt Sidhdhi Ki Bhawna
Pran Urja Main Bharahm Shakti Ki Prerna
Manya Ho Jaye Merio Prarthana
Na Punya Main Na Paap Main
Teri Bhakti Se Meri Mukhti Ho Har Janam
Shivoham Shivoham Shivoham
Such Ki Gagar Main Dukh Ke Sagar Ki Vedna
Divya Darshan Ki Path Pradarshan Ki Yaachana
Haath Mera Kabhi Na Chorna
Mera Mokhsh Ho Kailash Main
Har Haal Main Shiv Hi Shubham Mangalam
Shivoham Shivoham Shivoham"