LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Rooh

•

2021

Rooh

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Saamne khabar ho tum

Par aas hai wahi

Ke hum juda hue hai par

Paas hai yahi



Wadon ko sametke

Aansoon hai piye

han dil tutaaa hai ke bas

zinda reh gaya hu mein



Mere har kasam ko

meri har khushi ko

Tune mita diya


Par meri duao ne

Har khayalo ne

Tujhko tha chuna



Dil ko teri yadon ne
Teri baaton ne

Aasra diya


Par tune kabhi mere

Pyar ko kyu

Na wafa diya
...


Meri Rooh lauta do tum

Mera Pyar lauta do tum



Zamin se aasman tak

Khayalo ke jaha tak

Hum chale the waha

Zubane sehmati par



Bikhre har jagah par

Woh khwab uss saza par

Chahato ki dhadkane

Ruki hai khafa par



Meri manzile hi chali

Koi anjani raho pe

Meri aankhein ro padi

Kuchh ankahi baton se



Tune har safar ko
mere
Har wajood ko

Yu mita diya


Tere har zakhm ko

Tere har woh wakt ko

apna bana liya


Tune uss rozane yu

Aazmake par pyar na diya

Mere har woh khwab ko

Har woh raat ko
suna rakh diya..



Meri Rooh lauta do tum

Mera Pyar lauta do tum

WRITERS

Sugat Dhanvijay

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Rooh

2021

01

Rooh

Sugat Dhanvijay