LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pyaar Bhi Kya Nasha Hai

•

2022

Aik Raat Ki Kahani

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Girl you've been latching onto me
You've been coming off too strong on me
Bolay phenk tu thora pyaar on me
Aur haath sehlaati hai
Le chalay apnay saath mujhay
Yeah, baton mein ankhein milein
Ugh, dil per jhatkay lagay
Aur waqt rukjaata hai
Par aati yaad, puri raat
Pichli baar, kaisay hum tootay thay
Rukay yeh haath, Aitemaad
Aitebaar dhoondh re thay
Hosla barhayein, dur hojayein
Poochtay rehtay khud say
Kya ab bus yahi baaki hai
Ooh, ooh
Kya yeh sirf aik raat ki kahani hai
Ooh, ooh
Ya ye kal ko yaad mujhay aani hai
Sach hai, ke ye
Chahta mein bhi tujhay
Dur se, dur se
Tu mann ko behlaati hai
Peechay, teray
Tu paas apnay mujhay
Kheechain, kheechain
Tu dil mein cha jaati hai
Par aati yaad, puri raat
Pichli baar, kaisay hum tootay thay
Rukay yeh haath, Aitemaad
Aitebaar dhoondh re thay
Hosla barhayein, dur hojayein
Poochtay rehtay khud say
Kya ab bus yahi baaki hai
Ooh, ooh
Kya yeh sirf aik raat ki kahani hai
Ooh, ooh
Ya ye kal ko yaad mujhay aani ha
Tanha, tanha oh oh oh
Tanha, tanha oh oh oh
Tanha, tanha oh oh oh
Tanha, tanha oh oh oh

WRITERS

Bilal Syed, Taha Gurwara

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Pyaar Bhi Kya Nasha Hai

2022

01

Waaday

Taha G

02

Pyaar Bhi Kya Nasha Hai

Taha G

03

Aik Raat Ki Kahani

Taha G

04

Pyaar Ka Taraana (UGH!)

Taha G

05

Rent Free (feat. Aima Baig)

Taha G