We be crashing down so hard
And ab feels nahi aandi hain
We were going steady, so ready
Kartay hain kyun pareshaan
Bhool gaye apni woh pehchaan
Lagti nayi yeh kehkeshaan
I been hating on us so much
Now I'm obsessing over me
I'm just tryna break free
You and I can't be no more
Bhool gaye apni woh pehchaan
Lagti nayi yeh kehkeshaan
Is dard ka bhi nasha kya hai
Bus ghum kahani mein likha hai