LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Hisaar Mein

•

2024

Nayi Duniya

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hay din wohi
Par kuch mukhtalif hay aaj
Raastay wohi hain
Lekin khwaab hain naye

Ek nayi kahani
Ki honi hay shuruaat
Dil ki kayanaat hay
Likh rahi, nayi, daastaan

Urta mein jaaun, nayi duniya mein kahin
Behta mein jaaun, jese koi kinara nahin
Urta mein jaaun, nayi duniya mein kahin
Behta mein jaaun, jese koi kinara nahin

Hain geet wohi
Par kuch mukhtalif hain saaz
Samnay mere hain
Sari manzilon k raaz

Dharkanain hain mehki mehki si
Thi jo pehlay na kabhi
Dil ki kayanaat hay
Likh rahi, nayi, daastaan

Urta mein jaaun, nayi duniya mein kahin
Behta mein jaaun, jese koi kinara nahin
Urta mein jaaun, nayi duniya mein kahin
Behta mein jaaun, jese koi kinara nahin

WRITERS

Muhammad Farooq

PUBLISHERS

Lyrics © TUNECORE INC, TuneCore Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Hisaar Mein

2024

01

Rani

Muhammad Umer Farooq, उमर फ़ारूक़ (Umer Farooq)

02

Hisaar Mein

Muhammad Umer Farooq, उमर फ़ारूक़ (Umer Farooq)

03

Kahin Na

Muhammad Umer Farooq, उमर फ़ारूक़ (Umer Farooq)

04

Gumsum

Muhammad Umer Farooq, उमर फ़ारूक़ (Umer Farooq)

05

Tere Khayal Mein

Umer Farooq

06

Duur Se

Umer Farooq

07

Nayi Duniya

Muhammad Umer Farooq, उमर फ़ारूक़ (Umer Farooq)

08

Aakhri Geet

Umer Farooq

From This Artist