Hai k a i s e j a a t a s a a l b e e t i s s kaid mein
Dikkatein sukoon se nahi deti baithne
Sarr pe bura saaya chada daitya
Kaise kavach ne jhele kasht kai ye rehesya
Kaise kavach ne jhele kasht kai ye rehesya
Kaise kavach ne jhele kasht kai ye rehesya
Uss taraf hai khaamoshi aur iss taraf hein charche
Mai khud se hi na mill saku yaha hogaye arse
Vichaar ye sadkon par bhatakte
Ye mehenat haathon par saji to kismat rakhta ghar pe
P a i s e s e b a d a hunar nahi s o c h n a anarth hai
Dikha di paise ko paise ki hi aukaat hai kharch ke
Aae Hosh thikaane jab apne hi mitti mein milaane aae ye aansu duniya ko baha le jaae kalam mein dard
Andhere ki hukumat lagti roshni hai kuch nahi
Yaha kagazon ki sab siyaahi barishon mein ghul gyi
Hamsafar safalta mein dakhal de raatein surmai
Koi tukk nahi Rishtey khoya kaafi moda rukh nahi
Na chahte kholun parr Ye jaane
Vichaar vo aag jo bhadak jaati bujhaane par
S a b h a m e i n N a s h o n ki kami na thi par
Jiss mehefil se nikal gaya wafa ka na tha mol udhar
Dekhi geheraiyan aur raaste bhi bhula par
Vaapas tha aana reh gaye kaagaz they adhoore kai
Khud se bas ek pakka vaada karke baitha hun
Mai marunga to yaadein leke sapne leke nahi
Sochun gardish mein khona na samjhi
Udna chahta zakhmi panchi
Parva yaha raste ki karrdi
Kaafi tangi gairon mein to
A p n o n s e r a k h t a h a m d a r d i
Vaapas aaya hosh hai mujhko badte sapne badti tangi
Kyoki jab teri dosti aazmaai to dushmanon se pyaar karr baithe hamm
Inn ashkon ka hisaab lunga
3 saal mein sab faad dunga
Hai k a i s e j a a t a s a a l b e e t i s s kaid mein
Dikkatein sukoon se nahi deti baithne
Sarr pe bura saaya chada daitya
Kaise kavach ne jhele kasht kai ye rehesya
Kaise kavach ne jhele kasht kai ye rehesya
Kaise kavach ne jhele kasht kai ye rehesya