LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Blind

•

2023

Khoya Tu Kahaan From "Blind"

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Wo jo pal raha hai, jal raha hai
Aag ban ke shola sa
Wo jo baatein thi kehni, dil mein rehni
Naa kabhi bhi bola tha
Ab toh bol de, dard kyu tu paale
Dil mein ho rahe, tere dheron chaale
Cheekhein maare, badbadaaye
Khoya tu kahaan
Duniya ki deewaaron mein
Khoya tu kahaan
Duniya ke sawaalon mein
Tu jhaank le kabhi, tera mann hai
Mann ke kisi, kone mein
Khoya tu kahaan
Gini hui hain saansein, unhein dabaa ke
Tarah tarah ki baatein soche
Abhi hare zakham hain, bhare wo kam hain
Khaamakhaan kyu unko noche
Khud ko jhonk de, paagalon ke jaise
Sochein log ye, ke kiya ye kaise
Chilla kar ke pooch khud se
Khoya tu kahaan
Duniya ki deewaaron mein
Khoya tu kahaan
Duniya ke sawaalon mein
Tu jhaank le kabhi, tera mann hai
Mann ke kisi, kone mein
Khoya tu kahaan
Ab toh bol de, dard kyu tu paale
Dil mein ho rahe, tere dheron chaale
Cheekhein maare, badbadaaye
Khoya tu kahaan
Duniya ki deewaaron mein
Khoya tu kahaan
Duniya ke sawaalon mein
Tu jhaank le kabhi, tera mann hai
Mann ke kisi, kone mein
Khoya tu kahaan

WRITERS

Clinton Cerejo, Bianca Gomes, Shloke Lal

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Blind

2023

01

Khoya Tu Kahaan

Bianca Gomes, Clinton Cerejo, Shloke Lal, Shor Police, Vishal Dadlani

02

Mushkil

Bianca Gomes, Clinton Cerejo, Nikhita Gandhi, Shloke Lal

03

Back To Then

Bianca Gomes, Clinton Cerejo, Ricardo Pereira, Shome Makhija, Shor Police

04

Khoya Tu Kahaan

Bianca Gomes, Clinton Cerejo, Shome Makhija, Shor Police, Zain Boxwala