LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mere Humsafar

•

2021

Mere Humsafar (Lo-Fi)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tasveer man mein basi yaar ki
Tasbeeh padi tere pyaar ki
Dil yeh mera tere dil se ja mila hai
Rab se jisko maanga, tu woh sila hai

Taqdeer jab se tujh se judi hai
Jaam—e—mohabbat, zahe aashiqi hai
Poochho na, poochho na, poochho na
Hum sataaye hue hain, sataaye hue hain, sataaye hue hain

Yeh ishq tum na karna, yeh rog he lagaaye
Dafan khud kare hai, phir sog bhi manaaye

Phir sog bhi manaaye

Aashiqon ke dil mein yeh aas bhi lagaaye

Phir aas ko bujha ke yeh aag bhi lagaaye

Kaise ho shukriya, mujh ko jo chun liya
Haal—e—dil na keh sake, tumne toh sun liya
Ehad—e—mohabbat ko poora kiya
Dard dil ka leke dil de diya

Yeh ishq tum na karna, yeh rog he lagaaye
Dafan khud kare hai, phir sog bhi manaaye
Ashiqon ke dil mein yeh aas bhi lagaaye
Phir aas ko bujha ke yeh aag bhi lagaaye
Phir aas ko bujha ke yeh aag bhi lagaaye

Koi toh ho mera apna, koi toh sahaara ho
Gham mere theher toh jaaye, koi kinaara ho
Thes aisi dil pe lagi, kya gunaah humaara tha?
Maangte hain yeh khuda se
Pyaar na dobaara ho, pyaar na dobaara ho

Taqdeer jab se tujh se judi hai
Jaam—e—mohabbat, zahe aashiqi hai
Poochho na, poochho na, poochho na
Hum sataaye hue hain, sataaye hue hain, sataaye hue hain

Yeh ishq tum na karna, yeh rog he lagaaye
Dafan khud kare hai, phir sog bhi manaaye
Yeh ishq tum na karna, yeh rog he lagaaye
Dafan khud kare hai, phir sog bhi manaaye
Phir sog bhi manaaye

Aashiqon ke dil mein yeh aas bhi lagaaye
Phir aas ko bujha ke yeh aag bhi lagaaye
Phir aas ko bujha ke yeh aag bhi lagaaye

WRITERS

Qamar Nashad

PUBLISHERS

Lyrics © Audiam, Inc.

Share icon and text

Share

See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Mere Humsafar

2021

01

Mere Humsafar (Lo-Fi)

Yashal Shahid