LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Rebirth

•

2017

Asli Hai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Asli hai, jo bhi nazar mein wo asli hai
Nakli hai, ye teri hustle nai monoply hai
Rakh li hai, ye baat mein ne likh ke rakh li hai
Boy I set trends, is mein koi shukk nai
I do it for my team jitnay mere saath kharay
Pocket full of dreams, apne saaray khuaab baray
Ye real hai, jaise Sunday wali gully cricket
Ye real hai, jaise googly urati wicket
Real mera style, real mera passion
Real mere loug aur hai real inka fashion
Zamana jaali hai ye jallay jab hum chalein bro
Sarko se seekh ke hum sarko pe he bannay bro
Mein karta dil ki, idher sunay kaun teri?
Ye real hai, cheek chowk se anarkalli
Ye sound bajjay seedha Karachi se Calgary
Pohonchay Worldwide
Representing zellbury
Real, Raw and Organic, I keep it 100
Wo mere jaise nai hain, wo mere jaise bannein

Scene garam hai, garajnay ka time nai hai
Seedha barastay, rukne wala kaam nai hai
Kaunsi galli hai jidher apna naam nai hai?
Kaunsa ilaaqa jidher apna intizaam nai hai?
Be who you are varna sab he aik jaise hain
Scnz kuch aise hain is he ke tou paise hain

Real talk, sarkon pe kaati raaten
Chae paapay apni sangat aj b bethe kisi dhaabay,, asli dost aur parathay, naklion pe lagay naakay
Nuqs woh dhunden mujh me aake, politics keren phir jaake, kiuke
Ye real hai, mai desi hoke west bhi
Organic hoke best bhi, woh dhunden meri recipe
Apne pairon pe khara, kisi bhi label ka sahara nai
Koi bhi aisa shehr nai jahan jhanda apna gaara nai
Phir Lyari ho ya Boston, Keemari ho ya Austin
Ye sochen short run, mai sochun long run
One in a billion, mera koi muqabla nai
Tum aaj bane mera dus saal se raaj yaheen
Chaddi gang Chaddi gang Chaddi gang Chaddi gang
Pehnte hum roz roz chaddi man
Sunte na kisi ki bhi kabhi man
Sarken gawahi dengi itni apni asal hustle
Aur Woh kehte
Bana tu jani muscle wuscle
Jisne banaya sirf wuhi hai mera judge bhi
Don't judge me, Mai jese yahan ka SNOOP D O DOUBLE G

WRITERS

Talha Anjum, Talhah Yunus

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Rebirth

2017

01

Real Talk

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

02

I Don't Know

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

03

No Hook Ups

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

04

Karachi Lingo

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

05

Right Now

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

06

Rooh

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

07

Po Po

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

08

Dear Zainab

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

09

32 Bore

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

10

Class

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

11

Jhoolay Laal

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

12

Next Level

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

13

Uber

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

14

Naya Pakistan

Talha Anjum, Talhah Yunus, Young Stunners

15

Asli Hai

Young Stunners

From This Artist