Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Noor Allah, Noor Allah Noor Allah Noor Allah
Ya Allah, Ya Allah, Ya Allah, Ya Allah,
Tu Allah, Tu Allah, Tu Allah, Tu Allah,
Haq Allah, Noor Allah, Ya Allah, Tu Allah - 2
Kab Mori Paar Karogi Naiyya , Mori Paar Karogi Naiyya - 2
Hazrat Nizamoddin Oliya - 3
Dikhiyan Ke Tum Hi Ho Khawaiyya
Bhavsagar Mein Dole Naiyya
Kab Mori Paar Karogi Naiyya , Mori Paar Karogi Naiyya
Haq Allah, Noor Allah, Ya Allah, Tu Allah
Jeena Marna Main Nahi Jaanu
Maksat Ko Hi Sab Kuchh Maanu
Apani Manzil Paane Ko Main Khaak Zamane Bhar Ki Chhanu
Kadam Kadam Par Bhul Bhulaiyya
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Kab Mori Paar Karogi Naiyya , Mori Paar Karogi Naiyya
Hazrat Nizamoddin Oliya - 6
Samajh Na Paaye Duniya Wale
Apane Har Ek Manzil Par Gum Hain
Saare Musafir Tumhre Hawale
Sabke Sar Par Tumhri Chhaiya
Haq Allah, Noor Allah, Ya Allah, Tu Allah
(Teri Maang Mein Taare Bhar Doon
Tujhko Aaj Suhaagan Kar Doon) - 2
Duur Hata Do Sab Andhiyara
Bhar Do Jholi Laaj Rakhaiyya
Kab Mori Paar Karoge Naiyya Paar Karoge Naiyya
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah,
Noor Allah, Noor Allah Noor Allah Noor Allah
Ya Allah, Ya Allah, Ya Allah, Ya Allah,
Tu Allah, Tu Allah, Tu Allah, Tu Allah,