LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Black And White

•

2008

Main Chali

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mai Chali Mai Chali
Is Gali Us Gali Is Dagar Us Dagar
Is Taraf Us Taraf
Sath Mere Chali Jindagi Ka Safar
Mai Chali Mai Chali
Is Gali Us Gali
Is Dagar Us Dagar
Is Taraf Us Taraf
Sath Mere Chale Jindagi Ka Safar
Mai Chali Mai Chali

Hasti Hai Titliya Mukuraye Jami
Badlo Ki Hasi Gungunaye Kahi
Hasti Hai Titliya Mukuraye Jami
Hasti Hai Titliya Mukuraye Jami
Badlo Ki Hasi Gungunaye Kahi

Dil Ki Dhadkan Chale
Waqt Ki Chaw Me
Dil Ki Dhadkan Chale
Waqt Ki Chaw Me
Dard Ki Mastiya Nachti Paw Me
Is Gali Us Gali
Is Dagar Us Dagar
Aye Mere Humsafar Mai Chali
Mai Chali Mai Chali Mai Chali
Sari Dunia Se Mai Ho Gayi Bekhabar
Sath Mere Chale Jindagi Ka Safar
Mai Chali Mai Chali
Mai Chali Mai Chali

Meri Payal Me Hai Bol Sab Pyar Ke
Chudio Me Bhi Hai Labz Ikrar Ke
Meri Payal Me Hai Bol Sab Pyar Ke
Chudio Me Bhi Hai Labz Ikrar Ke
Mere Hotho Pe Hai Geet Izhar Ke
Khwab Aankho Me Hai Tere Didar Ke
Hai Yahi To Mere Pyar Ki Rahgujar
Sath Mere Chale Jindagi Ka Safar
Mai Chali Mai Chali
Mai Chali Mai Chali

WRITERS

Sukhwinder Singh

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Black And White

2008

01

Main Chala

Ibraheem Ashq

02

Peer Manava

Ibraheem Ashq

03

Jogi Aaya

Ibraheem Ashq

04

Main Chali

Ibraheem Ashq

05

Haq Allah

Ibraheem Ashq

06

Yeh Hindustan Hai

Ibraheem Ashq

07

Peer Manavan - Remix

Sukhwinder Singh

08

Jogi Aaya - Remix

Sukhwinder Singh

09

Yeh Hindustan Hai

Ibraheem Ashq

10

Haq Allah (Part Ii)

Ibraheem Ashq