LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Since 2017

•

2021

Kitne Paas Ho Mere

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Badle hain mausam balde sabhi

Tum na badalna hoke meri

Chaahe ho jitna bhi faasla

Doorie mitayenge hum sabhi



Kaaton si chubhti doori

Aisi hai yeh majboori

Jeene na de ab kahin



Pagal aawara hoke

Tanhaan bechara hoke

Chahun main tumse yahi



Ho itna bata do na

Ke kitne paas ho mere

Yeh bhi bata do na

Ke kitne khaas ho mere



Itna bata do na

Ke kitne paas ho mere

Yeh bhi bata do na

Ke kitne khaas ho mere



Tu door hai to ehsaas tera

Hardum mere sath hai

Harse mein tera zikr hai hota

Harpal teri baat hai



Tu door hai par ehsaas tera

Hardum mere sath hai

Harse mein tera zikr hai hota

Harpal teri baat hai



Kehta nahi hoon lekin

Itna sa darr hai mujhko

Kho na doon tumko kahin



Tanhaah bechara hoke

Pagal aawara hoke

Chahun main tumse yahi



Ho itna bata do na

Ke kitne paas ho mere

Yeh bhi bata do na

Ke kitne khaas ho mere



Itna bata do na

Ke kitne paas ho mere

Yeh bhi bata do na

Ke kitne khaas ho mere

WRITERS

Robin Raturi

PUBLISHERS

Lyrics © DroomMusic Pvt. Ltd, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Since 2017

2021

01

Ankhiyaan

रॉमैट्स (Rawmats)

02

Haami Teri

Rawmates

03

Aansu Banke

रॉमैट्स, रोबिन रतुरी (Robin Raturi)

04

Sweater

रॉमैट्स (Rawmats)

05

Kyu Kehti Ho

रॉमैट्स, रोबिन रतुरी (Robin Raturi)

06

Kitne Paas Ho Mere

रॉमैट्स (Rawmats)